RECENT

Wednesday, November 26, 2008

Ali :: Bewafa Zamana Hai, Aitbar Mat Karna !

बेवफा ज़माना है , ऐतबार मत करना,
दोस्तों पैर भी अपने , दिल निसार मत करना,

मिलना दोस्तों से अपने तुम , बेगराज हो कर,
दोस्ती के दामन को तर तर मत करना,

दिल की बात लोगों के लबों पैर आ ही जाती है,
तुम कभी किसी को अपना राजदार मत करना,

आरजू में जीने की, मौत को भुला बैठो,
जिंदगी से तुम हरगिज़ इतना प्यार मत करना.

....................................

दिल के हर कोने से, खुशबू आपकी आती है,
जब भी तनहा होते हैं, याद आपकी आती है.

दिखा कर ख्वाब इन आंखों को, दे गए आँसू इन में आप.
कैसे चालक दू यह आँसू, इन में भी तो रहते हो आप.

हो गए आपसे जुदा, कितने बदनसीब हैं हम.
रूठा हमसे आज हमारा खुदा, कितने फ़कीर हैं हम.

आज हम उन्हें बेवफा बताकर आए है,
उनके खातो को पानी में बहाकर आए है,
कोई निकल कर पढ़ न ले उन्हें,
इस लिए पानी में भी आग लगाकर आए है.
_______________________________________

Bewafa zamana hai, aitbaar mat karna,
Doston per bhi apna, dil nisaar mat karna,

Milna doston se apne tum, begaraz ho kar,
Dosti ke daaman ko tar tar mat karna,

Dil ki baat logon ke labon per aa hi jaati hai,
Tum kabhi kisi ko apna raazdaar mat karna,

Aarzu me jeene ki, maut ko bhula baitho,
Zindagi se tum hargiz itna pyaar mat karna.

....................................

Dil ke har kone se, khushboo aapki aati hai,
Jab bhi tanha hote hain, yaad aapki aati hai.

Dikha kar khwaab in aankhon ko, De gaye aansoon in me aap.
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi to rehte ho aap.

Ho gaye aapse juda, Kitne badnaseeb hain hum.
Rootha humse aaj humara khuda, Kitne fakeer hain hum.

Aaj ham unhe bewafaa batakar aaye hai,
unke khato ko paani me bahakar aaye hai,
koi nikal kar padh na le unhe,
is liye paani me bhi aag lagakar aaye hai.

No comments:

Enter your email address:
Delivered by FeedBurner

Arj Hai ! © FOLLOWERS