RECENT

Wednesday, November 26, 2008

Ali :: Tinke Ki Ahmiyat !

है तिनके की भी एहमियत इस जहाँ में,
वीरान हो जाती है शाख जब पत्ते झड़ जाते हैं।

कौन पूछता है पिंजरे में बंद इन पंछियों को,
याद वोह ही आते हैं जो उड़ जाते हैं।

______________________________

hai tinke ki bhi ehmiyat is jahaan me,
veraan ho jaati hai shakh jab patte jhad jaate hain.

koun poochta hai pinjre mein band in panchiyon ko,
yaad woh hi aate hain jo ud jaate hain.

0 comments:

LIVE


blogger templates | Make Money Online