RECENT

Tuesday, January 29, 2008

Ali :: Darta Hoon !

चाहत की राह में ठोकर खाने से डरता हूँ
हसीं खवाब के बिखर जाने से डरता हूँ

मोहब्बत करता हूँ उन्हें दिल की गहराइयों से
ज़ख्मों के दिल पर उभर जाने से डरता हूँ

बहुत दूर है वो दिल के करीब रहने वाले
सफर में मौसम के बदल जाने से डरता हूँ

ज़िंदगी के गुलशन में एक फूल खिला है
खिज़ा की नज़र लग जाने से डरता हूँ

उनका साथ छूटता जा रहा है
"अली" फिर उसी तन्हाई से डरता हूँ...

अली.
...ज़रूरी तो नही, के बताये लबों से दास्तान अपनी,
ज़बान एक और भी होती है इजहार की...
यूँ तो कोई तनहा नही होता,
चाह कर भी कोई जुदा नही होता,
मोहब्बत को तो मजबूरियाँ ही ले डूबती है,
वरना खुशी से कोई बेवफा नही होता...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

chahat ki raah mein thokar khane se darta hoon
haseen khawab ke bikhar jane se darta hoon

mohabbat karta hoon unhe dil ki gehraiyon se
zakhmon ke dil par ubhar jane se darta hoon

bahot door hai wo dil ke kareeb rehne wale
safar mein mausam ke badal jane se darta hoon

zindagi k gulshan mein ek phool khila hai
khiza ki nazar lag jane se darta hoon

unka saath choot ta jaa raha hai
"Ali" phir usi tanhai se darta hoon...

Ali.
...Zaruri to nahi, ke bataye labon se dastaan apni,
Zabaan ek aur bhi hoti hai izhaar ki...
yun to koi tanha nahi hota,
chaah kar bhi koi juda nahi hota,
mohabbat ko to majbooriyan hi le doobti hai,
warna khushi se koi bewafa nahi hota...

~Syed Azmat Ali Alvi

No comments:

Enter your email address:
Delivered by FeedBurner

Arj Hai ! © FOLLOWERS